Archives for Banna Banni

Bhaat – Mama kaha gaye thay

Dheela Pajama Resham ka Kamar Bandh Mama kaha gaye thay Humane dhekha Halwai ke Dookan Par Hatho Me Dibba,Dibbe mai Kalakand Mama kaha gaye thay Humane dhekha Jo Saree ke Dookan Par Hatho Me Dibba,Dibbe mai Sari Band Mama kaha gaye thay Humane dhekha Jo Sunaar ke Dookan Par Hatho Me Dibba,Dibbe mai Guluband Mama [...]

Category: Banna Banni       

Banni – Hello Darling

Hello Darling Hellooooo…. Hum Tumphe Marela Hai Peechay Mud Key Dekho, Tera Darling Khadela Hai Hello Darling Hellooooo…. Jee Karta Hai Tumko, Aik Chaiye Pila de Jee Jee Karta Hai Tumko Aik Chaiye Pila De Jee Chaiye Bhee Hai Aur, Cheene Bhi Hai Par Dhoodh Phatela Hai Hello Darling Hellooooo…. Jee Karta Hai Tumko Aik [...]

Category: Banna Banni       Tags:

Banni – Kachae Anaaro ka daana

Kachae Anaaro ka daana, Balam sapane me chale aana , Jo milana ho to bageya me milana, Mai ban jayo malania balam , Maali Ban Kar Aana, Kachae anaaro ka daana , Balam sapane me chale aana. Jo milana ho to ban dhan ke milana, Mai ban jayo heroin balam , Hero ban kar aana, [...]

Category: Banna Banni       Tags:

Banni – Yeh Hari Hari Chooria

Tere Saajan Ke Ghar Se Aaya Ye Pyara Bhulaava Yeh Phoolo Ka Gajara Yeh Hari Hari Chooria Baabul Ne Tere Bare Naazo Se Paala Mayya Ne Banno Ka Saaj Sajaya Pahana Ke Laal Lal Joora Yeh Phoolo Ka Gajara Yeh Hari Hari Chooria Maamaji Chunari Ranga Kar Laaye Maai Ne Laakho Sitaare Jarai Paayal Aur [...]

Category: Banna Banni       

Banni – Husband Aisa Bright Ho

6′-6’2″ jiski height ho, Jeans dheeli magar body tight ho, Biwi ka har nakhra uthaye itna mizaaj uska light ho Husband apna aisa bright ho Uff tak na kare itna quiet ho Dinner banaye wo jab bhi romantic night ho Shopping karke jab bhi aaoon to bole, “Begum, tum kitni nice ho” Husband apna aisa [...]

Category: Banna Banni       

Banna – Dheel do bhai dheel do

Chajje upar patang uraey Banna to mere nazar me aiye-aiye Dheel do bhai dheel do (do=Hindi numeric 2) Urane do bhai urane do Woh mara who kaata —-(long syllabus) Haath banni ke mehandi sohe Woh to haath me banne ko banaye Banna to mere nazar me aiye-aiye Chajje upar patang uraey Banna to mere nazar [...]

Category: Banna Banni       

Banne Mai Lay Aai Rachele Mehandi

Banne mai lay aai rachele mehandi Ye shubh din mubarak hove badhai Banne mai lay aai tera thora Banne mai lay aai tera thora Hatho mai tere baandhu kangan ka joda Banne mai lay aai tera sehra Banne mai lay aai tera sehra Banne tera future ho sunehra Banne mai layee surmedani Banne mai layee [...]

Category: Banna Banni       

Mujhe La Do Banni

Banna rutha rutha phire mujhe la do banni Gana lata jaisa ho, dance hema jesa ho Thumka helan jaisa ho, mujhe la do banni Bal juhi jaise ho, gal twinkle jaise ho Chal shilpa jaisee ho, aisee la do banni Ankhai kajol jaisee ho, surat karishma jaisee ho Nakhrey kareena jaise ho, aisee la do [...]

Category: Banna Banni       Tags: ,

Banna – Aisi Apni Wife Ho

5? 6? jiski height ho, Jeans jiski tight ho, Chehara jiska bright ho, Umar 22 se 27 ho, Aise apni Wife ho. Sadak per sab kahe kya cute ho, Bhid me sab kahe side ho, side ho, Bambai, Delhi ya Gujarat ki paidaish ho, Sas ki seva jiski khwahish ho Aisi apni Wife ho. Padosi [...]

Category: Banna Banni       Tags: ,

Banna Banni

Banna means Groom and Banni means Bride. These songs are sung with a tinch of naughtyness to make atmosphere lively and humurous. Banna Aisi Apani Wife Ho Muje La Do Banni Banne Mai Lay Aai Rachele Mehandi Dheel do bhai dheel do Phir Kya Huaa Banne Ke Kaajal Lage Banni Husband Aisa Bright Ho Yeh [...]

Category: Banna Banni, Kayastha Marriage Ceremony       Tags: , , ,