Banna - Banni
Main Page - Banna Banni
Muje La Do Banni

Banna rutha rutha phire mujhe la do banni

Gana lata jaisa ho, dance hema jesa ho
Thumka helan jaisa ho, mujhe la do banni

Bal juhi jaise ho, gal twinkle jaise ho
Chal shilpa jaisee ho, aisee la do banni

Ankhai kajol jaisee ho, surat karishma jaisee ho
Nakhrey kareena jaise ho, aisee la do banne

Khana pakana aata ho, kapde dhone aatey ho
All in one type ho aisee la do banni.

Banna rutha rutha phire mujhe la do banni
 

TOP